Rehnuma, Humsafar
Chale chala chal ae rehnuma mere
Mana humsafar mera door hai kahin
Farz hai mera poori karu ye daastaan
Mana kirdaar-e-khas gum hai kahin
Mat pooch kaise poori karu ye daastaan
Adhoore lafzon ko kahin koi samajh toh lega
Tu nahi, tere dost na sahi, na ye duniya
Mera vo humsafar, dua karta hoon, samajh to lega
Tab tak chala chal ey rehnuma mere
Saath dede bas, teri dosti zaroori nahi
Mera humsafar kehta hai ey zameen
Tujhse aasman mil jaaye, zaroori nahi
-x-x-x-
© Parched For Rain
Blog Contents
Chale chala chal ae rehnuma mere
Mana humsafar mera door hai kahin
Farz hai mera poori karu ye daastaan
Mana kirdaar-e-khas gum hai kahin
Mat pooch kaise poori karu ye daastaan
Adhoore lafzon ko kahin koi samajh toh lega
Tu nahi, tere dost na sahi, na ye duniya
Mera vo humsafar, dua karta hoon, samajh to lega
Tab tak chala chal ey rehnuma mere
Saath dede bas, teri dosti zaroori nahi
Mera humsafar kehta hai ey zameen
Tujhse aasman mil jaaye, zaroori nahi
-x-x-x-
© Parched For Rain
Blog Contents
No comments:
Post a Comment