Yaad
Yaad tujhe har pal karte hai
Pal pal tujhi pe marte hai
Magar zahir karne se darte hai
Pal pal tujhi pe marte hai
Magar zahir karne se darte hai
Kahin tu khafa na ho jaaye
Jab chali thi tu mere saath us akeli raah se
Thame mere haath ek ankahi chaah se
Kyon choote hum fir uss ansuni karaah se
Jab duniya ne hame parakhna chaha?
Thame mere haath ek ankahi chaah se
Kyon choote hum fir uss ansuni karaah se
Jab duniya ne hame parakhna chaha?
Uss pal ki yaad aaj bhi hai
Teri alag duniya aaj bhi hai
Meri chaahat tu aaj bhi hai
Mujhse juda hi sahi
Teri alag duniya aaj bhi hai
Meri chaahat tu aaj bhi hai
Mujhse juda hi sahi
Sach hai teri yaad se mujhe ab fursat nahi
Par tujhe duniya se kheech lu itni himmat nahi
Mera zor mujhpe hai, tujhpe, zamane pe nahi
Koshish hai aaj bhi tujhe paneki
Par tujhe duniya se kheech lu itni himmat nahi
Mera zor mujhpe hai, tujhpe, zamane pe nahi
Koshish hai aaj bhi tujhe paneki
-x-x-x-
© Parched For Rain
Blog Contents
Blog Contents
No comments:
Post a Comment